Shehar mein majdoor… Gulzar Shayari

शहर में मजदूर जैसा दर-ब-दर कोई नहीं,
जिसने सबके घर बनाए उसका घर कोई नहीं!
Shehar mein majdoor jaisa dar-b-dar koi nahi,
Jisne sabke ghar banaye uska ghar koi nahi!

Gulzar Shayari

Mere paas Mausam… Gulzar Shayari

मेरे पास मौसम की कोई जानकारी नहीं,
मगर इतना जानता हूँ, यादें तूफान लाती है!
Mere paas Mausam ki koi jaankari nahi,
Magar itna jaanta hun, yaadein toofan laati hai!

बर्तन खाली हो तो ये मत समझना कि मांगने चला हूँ,
हो सकता है सब कुछ बाँट के आया हो!
Bartan khaali ho to ye mat samajhna ki maangne chala hun,
Ho sakta hai, sab kuch baant ke aaya ho!

बेहतर दिनों की आस में जीते हुए,
हम बेहतरीन दिनों को भी गवाते जा रहे है!
Behtar dino ki aas mein jeete hue,
Him behtareen dino ko bhi gawaate ja rahe hai!

इश्क अधूरा रह जाए तो खुद पर नाज़ करना,
क्योंकि सच्ची मोहोब्बत कभी मुक्कमल नहीं होती!
Ishq adhoora reh jaye to khud par naaz karna,
Kyonki sacchi mohobbat kabhi mukkamal nahi hoti!

Agar koi apna… Gulzar Shayari

अगर कोई अपना हो तो आईने जैसा हो,
हँसे भी साथ और रोए भी तो साथ!
Agar koi apna ho to aaine jaisa ho,
Hase bhi saath aur roye bhi to saath!

Gulzar Shayari

अब इतनी भी सादगी का जमाना नहीं रहा,
कोई वक्त गुजारता जाए और उसे हम प्यार समझे!
Ab itni bhi saadgi ka jamaana nahi raha,
Koi waqt gujaarta jaaye aur use hum pyaar samjhe!

जरूरी नहीं हर रिश्ता बेवफाई पे ही खत्म हो,
कुछ रिश्ते किसी की खुशी के लिए भी खत्म करने पड़ते हैं!

Jaruri nahi har Rishta bewafai pe hi khatm ho,
Kuch rishte kisi ki Khushi ke liye bhi khtm karne padte hain!

ज़िंदगी जब तमाशा बनाती है,
तो भीड़ में ताली बजाने वाले अक्सर अपने होते है!

Zindagi jab tamasha banaati hai,
To bheed mein taali bajaane waale aksar apne hote hai!

सही वक़्त पे पिये गए कड़वे घूंट,
ज़िंदगी तो अक्सर मीठा कर दिया करते हैं!
Sahi waqt pe piye gaye kadwe ghoont,
Zindagi to aksar meetha kar diya karte hain!


 

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *