Gulzar Shayari

Rishta jataya… Gulzar Sahab Shayari

रिश्ता जताया नहीं जाता, निभाया जाता है,
फिर चाहे वो दूर का हो या फिर पास का!
Rishta jataya nahi jaata, nibhaya jaata hai,
Fir chaahe wo door ka ho ya fir paas ka!

किसी का चेहरा पढ़ोगे तो ये बात जान लोगे,
की एक खामोशी के कितने मतलब होते है!
Kisi ka chehra padhoge to ye baat jaan loge,
Ki ek khaamoshi ke kitne matlab hote hai!

कभी-कभी की मुलाकात ही अच्छी होती है,
कद्र खो देता है रोज-रोज का मिलना जुलना!
Kabhi-kabhi ki mulakaat hi achi hoti hai,
Kadr kho deta hair roz-roz ka milna zulna!

मोहब्बत खत्म होने का सबसे बड़ा सबूत ये होता है कि,
उसे तुम्हारी हर अच्छी बात, बुरी लगने लगती है!
Mohabbat khatm hone ka sabse bada saboot ye hota hai ki,
Use tumhari har acchi baat, buri lagne lagti hai!

Kabhi to… Gulzar Sahab Shayari

कभी तो चौंक के देखे कोई हमारी तरफ,
किसी की आँख में हमको भी इंतज़ार दिखे!
Kabhi to chaunk ke dekhe koi hamari taraf,
Kisi ki aankhon mein hamko bhi intezaar dikhe!

Gulzar Sahib Shayari

अपने दिल का हाल हर एक को मत बताया करो,
यहाँ तमाशा बनने में देर नहीं लगती!
Apne dil ka haal har ek to mat bataya karo,
Yaha tamasha banne mein der nahi lagti!

दर्द तो तब होता है,
जब तुम्हें किसी से मोहब्बत हो,
और उसके दिल में कोई और हो!
Dard to tab hota hai,
Jab tumhe kisi se mohabbat ho,
Aur uske dil mein koi aur ho!

गलती पर साथ छोड़ जाने वाले तो बहुत मिल जाते है,
लेकिन, समझाकर साथ निभाने वाले बहुत कम मिलते है!
Galti par saath chod jaane waale to bahut mil jaate hai,
Lekin, samjhaakar saath nibhaane waale bahut kam milte hai!

सुनो, मुझे मरने से पहले,
तुम्हारे साथ जीना है!
Suno, mujhe marne se pehle,
Tumhaare saath jeena hai!

लोग किसी का दिया हुआ साथ तो भूल जाते है लेकिन,
किसी का दिया हुआ धोखा कभी नहीं भूलते!
Log kisi ka diya hua saath to bhool jaate hai lekin,
Kisi ka diya hua dhokha kabhi nahi bhoolte!

Shehar mein majdoor… Gulzar Shayari

शहर में मजदूर जैसा दर-ब-दर कोई नहीं,
जिसने सबके घर बनाए उसका घर कोई नहीं!
Shehar mein majdoor jaisa dar-b-dar koi nahi,
Jisne sabke ghar banaye uska ghar koi nahi!

Gulzar Shayari

Mere paas Mausam… Gulzar Shayari

मेरे पास मौसम की कोई जानकारी नहीं,
मगर इतना जानता हूँ, यादें तूफान लाती है!
Mere paas Mausam ki koi jaankari nahi,
Magar itna jaanta hun, yaadein toofan laati hai!

बर्तन खाली हो तो ये मत समझना कि मांगने चला हूँ,
हो सकता है सब कुछ बाँट के आया हो!
Bartan khaali ho to ye mat samajhna ki maangne chala hun,
Ho sakta hai, sab kuch baant ke aaya ho!

बेहतर दिनों की आस में जीते हुए,
हम बेहतरीन दिनों को भी गवाते जा रहे है!
Behtar dino ki aas mein jeete hue,
Him behtareen dino ko bhi gawaate ja rahe hai!

इश्क अधूरा रह जाए तो खुद पर नाज़ करना,
क्योंकि सच्ची मोहोब्बत कभी मुक्कमल नहीं होती!
Ishq adhoora reh jaye to khud par naaz karna,
Kyonki sacchi mohobbat kabhi mukkamal nahi hoti!

Agar koi apna… Gulzar Shayari

अगर कोई अपना हो तो आईने जैसा हो,
हँसे भी साथ और रोए भी तो साथ!
Agar koi apna ho to aaine jaisa ho,
Hase bhi saath aur roye bhi to saath!

Gulzar Shayari

अब इतनी भी सादगी का जमाना नहीं रहा,
कोई वक्त गुजारता जाए और उसे हम प्यार समझे!
Ab itni bhi saadgi ka jamaana nahi raha,
Koi waqt gujaarta jaaye aur use hum pyaar samjhe!

जरूरी नहीं हर रिश्ता बेवफाई पे ही खत्म हो,
कुछ रिश्ते किसी की खुशी के लिए भी खत्म करने पड़ते हैं!

Jaruri nahi har Rishta bewafai pe hi khatm ho,
Kuch rishte kisi ki Khushi ke liye bhi khtm karne padte hain!

ज़िंदगी जब तमाशा बनाती है,
तो भीड़ में ताली बजाने वाले अक्सर अपने होते है!

Zindagi jab tamasha banaati hai,
To bheed mein taali bajaane waale aksar apne hote hai!

सही वक़्त पे पिये गए कड़वे घूंट,
ज़िंदगी तो अक्सर मीठा कर दिया करते हैं!
Sahi waqt pe piye gaye kadwe ghoont,
Zindagi to aksar meetha kar diya karte hain!