Hamsafar bhi bichad… Separation Shayari
हमसफ़र भी बिछड़ गए, रास्ते भी खो गए,
वो आए फिर ना लौट कर, जो दीवाने हो गए!
Hamsafar bhi bichad gye, raaste bhi kho gye,
Wo aaye fir na laut kar, jo diwaane ho gye!
रिश्ते धीरे धीरे खत्म होते है,
बस पता अचानक से चलता है!
Rishte dheere dheere khatam hote hai,
Bas pata achanak se chalta hai!
अपने दिल की आग बुझाने के लिए,
मेरा ही घर मिला क्या जलाने के लिए,
और मुझसे बिछड़ कर अब कहती है वो,
हमने कब कहा था दिल लगाने के लिए!
Apne dil ki aag bujhane ke liye,
Mera hi ghar mila tha kya jalaane ke liye,
Aur mujhse bichad kar ab kehti hai wo,
Hamne kab kaha tha dil lagane ke liye!
दूर चाहे तुम चले गए हो, दिल में तस्वीर तुम्हारी अब भी है,
अंदर जब हमने झांक कर देखा, तू महफूज मेरे अंदर अब भी है!
Door chahe tum chale gaye ho, Dil mein tasveer tumhaari ab bhi hai,
Andar jab hamne jhaank kar dekha, Tu mehfooz mere andar ab bhi hai!
Hoti hai mohobbat… Separation Shayari
होती है मोहोब्बत में कुछ राज की बातें,
ऐसे ही इस खेल में हारा नहीं जाता!
Hoti hai mohobbat mein kuch raaz ki baatein,
Aise hi is khel mein haara nahi jaata!
जब से वो वादा करके गए, तब से हम बेकरार से बैठे है,
शायद वो आकर हमसे फिर मिले, बस उसी के ही इंतज़ार में बैठे हैं!
Jab se wo wada karke gaye, tab se hum bekarar se baithe hain,
Shayad wo aakar hamse fir mile, Bas usi ke hi intezaar mein baithe hain!
ना पूछो हमसे यारों, कल रात हमने कैसे बिताई,
ख्वाब तो हम देख लेते लेकिन, कमबख्त नींद ही नहीं आई!
Na pooch hamse yaaron, kar raat hamne kaise bitaayi,
Khwaab to hum dekh lete lekin, kambakht neend hi nahi aayi!
Har ek chod… Separation Shayari
हर एक छोड़ जाता है बाजार-ऐ-मोहोब्बत में,
भर जाए दिल तो लोग खिलौना बदल लिया करते है!
Har ek chod jaata hai bazaar-e-mohobbat mein,
Bhar jaaye dil to log khilona badal liya karte hai!